video-section-banner-image

Rizq



Quran mein humein yeh samjhaya gaya hai ke aisa karobar kaise kiya jaye jo kabhi nuqsan nahi dekhta, yeh karobar Allah ke saath hai. Allah hamesha humein us se zyada wapas deta hai jo hum Allah ki raah mein kharch kartay hai. Is karobar ka asal maqsad sirf maal kamaana nahi, balki Allah ki raza aur khushnudi hasil karna hai. Jab hum apne maal aur waqt ko Allah ki raah mein kharch karte hain, to Allah humein is ka behtareen inaam deta hai. Yeh ek aisa karobar hai jo duniya aur aakhirat dono mein faida daikata.





  • 2026
  • 189 views
Episodes